Faraiz se aagah karne ka shukariya, Rahi baat Khidmat e Forum to Haji camp main itna zyada kaam nahi ,

Dua par Aameen posts par zor to bohat laga rahe hain lekan saath main jawab post wale kami nahi rehne daite,
main is ko b khidmat e azeem he kahon ga is forum main bohat kuch perha jo ilmi lehaz se qabil qadar hai us ki tareef karne main koi harj nahi agar sath tanz o mazah b ho jaye to maza dogna ho jata hai ,
ye kuch baten to bohat sanjeed likh gai hain ye to "Methi Beizzti" ho rahi hai

kabhi kabhi hamara b dil karta hai k is mahol se bahir nikal kar dekhen kuch shugal karen par aap

Mubarakbad ka Shukariya ,,aor sath main jo kuch likha is Awareness ka b shukariya,
Mission 2000 possible hai successful results aye ga In Sha Allah

Bookmarks