Quote Originally Posted by Mamin Mirza View Post
Kash main pleasure is mine keh sakti
kiyun k mera sara maza kirkira hogaya iss forum ki technical kharabi say,
Bahar hal
Mention ki bharmar karnay ka shukriya
arre..dukhti ragg pe hath na rakhain...forum issue ki waja se toh mera apna jo bohot months baad mood bana tha is forum ke liye kuch kar guzarne ka.wo reh gaya...aik taraf..lakin Allah kare ke aainda aisa koi issue na aye..