Assalam o Alaikum
aj kal pakistani media ne..khawateen ka sahara le kar..jo islam ki be adabi shuroo kar di hai.kia aap is ke haq main hain..kia stage pe fashion ke naam par neem uryaan larkiyaan, kirdaar ke naam par na mehram mardoun se aik bistar par baith kar. hath main hath pakar kar bv ka kirdaar ada karti larkiyaan..
kia aap is haq main hain..?
drama toh pehle bhi hua karte the
fashion bhi hua karte the.
pehnaawe haseen pehle bhi hua karte the
khobsorati khawateen main pehle bhi ayaan thi..
toh kia ye uryaaniyat ..qaabil-e-qubool hai?
aap kia kehte hain?
Similar Threads:
Bookmarks