Quote Originally Posted by Nimra Rashid View Post
Muqadmay ki aaj ki samayat yaheen per he barkhast ki jaati hai
agli samaat tub hoge
jub ma badolat ka dil chahye ga
hunn araaam ee..kal mere dost faramosh ..u ke kehne pe main ne case pe mazeed discussion nahi ki...aise dukhi gaane laga ke tum adalat ko rulaa rahi theen..aur is dil main.kia rakha hai. tera hai dard chupa rakha hai..

Quote Originally Posted by Arosa Hya View Post
@Nimra Rashid
good job honey......... hum sath hain ....... or hum khud wakalat krain ge apni bhala kisi se hmary haqayeq ki akkasi kia hogi..... ye nya trend chalaya inhon ne k mazloom ban k case krwany waly apny mukhalfeen k liye apni pasand ka wakeel krain ge Wah Wah

muhtarma balky so called mazloma @
CaLmInG MeLoDy sahiba to ap ne apni derina khwahish pori kr hi dali ......

muhatram salis @bdunc @ullu ka patha muddat se in muhtarma ki khwahish thi k kisi pe moqadma dal k andar krwaya jaye..... so inhon ne isi zaman mai ye qadam uthaya ye baat in k purany khatoot mai pta chali jo inhon ne @Nimra Rashid ko apni dosti k zamany main likhy. ap nimra se poch skty hain or ab agar ye is baat se e mukar jayen k nimra inki dost nhi to ap janty hain k socialism k tehat dushmani ajnabiyoun se nhi hrhiz nhi hoa krti

Quote Originally Posted by Arosa Hya View Post
Mazeed ye k case ki noiyat muddayi ka aik bachgana qadam hai........yani agar ap doston se naraz hain to case adalat mai le jayen
mjy to yaqeen hai agar in k birth day pe ja k wish kia jata to ye hmain cake ka barha piece apni plate mai rakhny pe case krwa deten
ya phir gift pasand na ata to us pe muqadma gharz jahan masoom log dekhy apni hasratain pori krny k liye case kr k khud mazloom ban gaye.
Kisi ne hum se na pocha k kia hal hai .... 3,4 din se bukhar tha (health center se reports saboot k tor pe paish kr skti hon) apna hosh nhi tha bjaye ayadat k in muhtarma ne apni birth day party manayi ab hmain bukhar oper se dementia ka masla ap hi btaiye kon haq bjanib hai
@bdunc @ullu ka patha
or mazeed ye k agar inhon ne khudgharzi mai ye qadam utha hi dala to bazurgon ki naseehat ko framosh kia jo case krny se pehly apas mai mamly ko bkhobi anjam deny ko awwalain tarjeeh dety rahy.....
Mutarman tulsa agar aisy case shumar kiye jany lagy to bigarti hoi nojawan nasal or khrabi ki traf mayel hogi
is liye mai adalat se darkhwast krti hon k iski hosla shikni ki jaye or filhal muhtarma @CaLmInG MeLoDy ko pyar se warn kr dia jaye (pyar se ku k ye hmain chahy dushman smjain lekin hm dosti ka haq ada krain ge) or mazeed ye k agar in k liye parties hum se zyada eham hain to hum mazrat krty hain tah e dil se ku k hm nahayat hasas or sula jo hain (Jesa k ap ne dekha) or yaqeen duhani krwaty hain k ainda khayal rakhain ge (chahy hm pe na jaiz muqadma hi krwaya pr hum apni achayi se majbor hai )
or inki narazgi dor krny ki koshish krain ge agar ye moqa dain
@Nimra Rashid .......... kesi rahi phir waqalat?
Quote Originally Posted by intelligent086 View Post
zalim tha wo ..zulm ki aadat usse abhi bhi hai....dekhiye wakeel sb @inteligent086 ye dono meri dost hain..tabhi mera dil aise dukha jaise ungli darwaaze main aa ke dukhti hai..tabhi issi dard aur takleef main in pe case kia..jin pe maan hota hai..unse hi shikwe hote hain..sharafat se mere dostoun ne mere shikwe nahi sune..toh mujhe apni dukhti ungli ko terha kar ke ghee nikaalna para.
kia is adalat main feelings ka koi ehtraam nahi..

السلام وعلیکم
مقدمہ کی شنوائی کا آغاز تو جج صاحبان کے حکم سے ہوتا ہے صاحبان میں سے تھریڈ لگانے کی زمہ داری تو انکل کی تھی اگر اس مقدمہ میں جواب دہ ہی انکل ہوں تو آپ منصفی کس سے چاہیں گی جبکہ دوسرے جج کے بارے میں آپ کی رائے کچھ اچھی نہیں
مدعا علیہان میں سے ایک ملزمہ اپنا مقدمہ خود لڑنا چاہتی ہے کیونکہ ان کو دیئے گئے وکلاء پر جانبداری کا شک ہے۔
مقدمہ کی مزید کاروائی نئے ججز کے آنے تک ملتوی کی جاتی ہے
فریقین سے گزارش ہے کہ اتفاق رائے سے ججوں کا انتخاب کر لیں
[/center]
ab mukhaalfeen agar apne case ko khud bator e wakeel larna chahte hain.toh mujhe is baat pe koi ikhtilaaf nahi.magar jahan in ki aik bat ko main ne maana hai..wahin ye aik baat meri maanain..judges change nahi honge..