google.com, pub-2879905008558087, DIRECT, f08c47fec0942fa0
  • You have 1 new Private Message Attention Guest, if you are not a member of Urdu Tehzeb, you have 1 new private message waiting, to view it you must fill out this form.
    + Reply to Thread
    + Post New Thread
    Results 1 to 10 of 21

    Thread: Matt Honay Tak.....!!!

    Hybrid View

    1. #1
      UT Poet www.urdutehzeb.com/public_htmlwww.urdutehzeb.com/public_html Dr Maqsood Hasni's Avatar
      Join Date
      May 2014
      Posts
      2,263
      Threads
      786
      Thanks
      95
      Thanked 283 Times in 228 Posts
      Mentioned
      73 Post(s)
      Tagged
      6322 Thread(s)
      Rep Power
      84

      Re: Matt Honay Tak.....!!!

      yah na kahein parhtay nahain hain, parhtay hain laikin likhna, parhna, bolna, samjhna alag alag skill hain. likhnay walay ko to likhte hi reha hai. kehnay walay kehtay rehtay hain. acha qari acha lkihari bhi ho yah zarori to nahain.
      aap ki tehreer ne lutaf diya
      shabsh
      bohat khoob
      likhtay rahain, inshara bohat zarori hai.



    2. #2
      Charagh e Aab...........! www.urdutehzeb.com/public_htmlwww.urdutehzeb.com/public_html Mamin Mirza's Avatar
      Join Date
      Apr 2014
      Location
      Uroos Ul Bilad,Sheher e Qaid.....Karachi..!
      Posts
      2,368
      Threads
      338
      Thanks
      1,026
      Thanked 1,107 Times in 704 Posts
      Mentioned
      346 Post(s)
      Tagged
      3232 Thread(s)
      Rep Power
      61

      Re: Matt Honay Tak.....!!!

      Quote Originally Posted by Dr Maqsood Hasni View Post
      yah na kahein parhtay nahain hain, parhtay hain laikin likhna, parhna, bolna, samjhna alag alag skill hain. likhnay walay ko to likhte hi reha hai. kehnay walay kehtay rehtay hain. acha qari acha lkihari bhi ho yah zarori to nahain.
      aap ki tehreer ne lutaf diya
      shabsh
      bohat khoob
      likhtay rahain, inshara bohat zarori hai.
      Sir,
      Baat khoob kahi aapne,
      Fi zamana kitaab parhnay ka riwaj nahi raha,
      Kuja k mujh jaison k kiye kalay safhat ka mutala karna...cheh mainay
      Haan,acha qari acha likhari ho,zaroori nahi,
      Lekin likhari acha qari ho,ye zaroori hai,
      Phir parhnay ko rawaiye milain ya baatain,salawatain,
      Aapne meri tehreer parhi,raye di
      Meray liye aizaz ki baat hai,
      Likhnay walay k zehan ko jalay aur qalam ko zang lag jaye,
      Tou lafzon ki mala buni nahi jati,
      Tehreer janam nahi laiti,
      Kuch aisi sourat e haal arsa daraz say meray saath bhi hai...isliye likhna moakhar hi hai.....kab tak maloom nahi..!
      Apki amad ka azhad shukriya...!

      !میری زمیں میرا آخری حوالہ ہے۔۔۔۔

    + Reply to Thread
    + Post New Thread

    Thread Information

    Users Browsing this Thread

    There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

    Visitors found this page by searching for:

    Nobody landed on this page from a search engine, yet!
    SEO Blog

    User Tag List

    Posting Permissions

    • You may not post new threads
    • You may not post replies
    • You may not post attachments
    • You may not edit your posts
    •