Quote Originally Posted by Mamin Mirza View Post
ji bilkul,
hukum tou 4 ka hi hai,agar aap unk darmiyan insaaf kar sakain,un k huqooq puray kar sakain aur kifalat k qabil hoon
nahi tou kam az kam aik zaroor karain,
apnay baray main aap behter jantay honge k kis qabil hain,4 k ya aik k.................!

ager tarazzu ka wzan apko krna ata hu tu

ap bakhoobi insaf k 7 4ro k haqooq purey kr skte hy..

wase aj.kal 1 shadi e kafi hy pahlo wali 2nd ki ejazat ni deti

bal k.name leney par e dhamkoa milne lagti hy lolZz..