Wah. Kia khoob bayaan-e-paidaaish. Harf harf likhaari hone ka bolta saboot. Apki aamad par UT ki writer @Mamin Mirza yaad aa rahi hain. Wo lout aai toh khoob mehfil jame gi. Magar unka loutna itna bhi aasaan nahi. Apke sawal ka jawab ye hai. K wo gi kahin nahi. Karachi ki bijliyoun ki nazar ho jati hai unki aamad. Jese hi wo aati hain. Unki bijli chali jati hai.
Bookmarks