De dein mujhe jaam sharabi hn
Rehne dein badnam sharabi hn me
Mera salam usi pe yaaaro jo mhbt ka dard dil me chupate hain
Mera salam usi pe yaaro jo sharab k jagah aaney pe rahe hain
Sitaro tum bhi gawah rehne ro ro k katein hai ratein ye bata dena
Yaad ayegi jab sitamgar teri tasweer ko seene se lagaungi
Dunya kisi ke pyar main jannat se kam nahin
Ek dilruba hai dil mai jo pohlon se kam nahin
Tum badshah e husun ho husun e jahan ho
Jan e wafa ho aur muhabbat ki shan ho
Dunya kisi ke pyar main jannat se kam nahin
Ek dilruba hai dil mai jo pohlon se kam nahin
Tum badshah e husun ho husun e jahan ho
Jan e wafa ho aur muhabbat ki shan ho
Tujhe mil k laga hai ye.. tujhe Dhund raha tha mein
Mahi mahi mahi...
Tujhe mil k laga hai ye.. tujhe Dhund raha tha mein
Mahi mahi mahi...
Mujhe tum nazar se gira tu rahe ho
Mujhe tum kabhi bhi bhula na sako ge
Na jane mujhe kion yaqeen ho chala hai
Mere pyar ko tum mita na sako ge
Meri yad hogi jidhar jao ge tum
Kabhi naghma ban ke kabhi ban ke anso
Mujhe tum nazar se gira tu rahe ho
Mujhe tum kabhi bhi bhula na sako ge
Na jane mujhe kion yaqeen ho chala hai
Mere pyar ko tum mita na sako ge
Meri yad hogi jidhar jao ge tum
Kabhi naghma ban ke kabhi ban ke anso
Kahi mumkin kahi wajid
Kahi faanih kahi bakqha dekha
Yaar ko humne ja ba ja dekha
Tu itni khubsurat hai fida deedar pe.tere
Mukammal ishq ho mera zara as pyar to de dein
Jab koi bat bigar jaye jab koi mushkil par jaye
tum dena sath mera o hamnawa
na koi hai na koi tha zindagi mai tumhare siwa
tum dena sath mera o hamnawa
ho chandni jab tak rat
deta hai har koi sath
tum magar andheron main na chorna mera hath
Bookmarks