lugta hai Mujhe ko Mohabbat Ho Jaani hai
Gur aisa hai to jaisay sahra mai paani hai
phir khudii mai, gungunawonga mai
sunay ga jo kahay ga, kahay ki preshaani hai
or izhaar ka irada kuch bunay ga jub kahin jakar
baeiztarab saanson ko sochonga mai kionkar y rawani hai
is mushkil mai parron mai kion abhi sai kinara karloon
bahter hoga k Amma kahyain baitta kia anookhi jawani hai
meersa
Similar Threads:
Bookmarks