Quote Originally Posted by _Alex_ View Post
Chalta hun aasmaan ki taraf dekhta hua,
mere sar pe sitaare na aa giren kahin …!
yon hi mausam ki ada dekh k yaad aya hy
kis qadar jald badal jaty hein insaan janaa