Mohabbat Rooh se Rooh Ka Rishta mere nazdeek yehi hai
kyun k ager baki option ko dekha jaye jese dil se dil ki rah dil mai tu hamesha man passand khiyalat aate hain kisi ko dekha aur passand ko mohabbat ka name de diya aur os k sath he ose pane ko bhi dil kre ga
ager dekha jaye mohabbat se rooh se ki jati hai os k samne zahiri shakal sorrat koi maani nahi rakhti ye bina dekhe bina mulaqaat kiye he ho jati hai jis mai na koi sharat hoti hoti na koi physical jazba bus izzat aur ahtraam ka jazba hota hai jub ye dono chezeen hon to os cheez ko mohabbat ka name dene mai koi burai nahi
hmm lucy one hogi wo.jiske liye tumhare pas aisa jazba hai..
simle sa define kia..par kar dia.
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Visitors found this page by searching for:
mohabbat ki definition in urdu
,
Defination of Muhabbat in urdu,
sachi mohabbat definition,
mohabbat ki definaition ,
Defination ki defination,
Mohabbat ki definition,
define mohabbat,
mohabt ki diffination,
mohabbat ki definitions urdu,
mohabat ki defination,
mohabat ki definition,
defination muhabbat ki
Bookmarks