ye jo andaaz tum ne badla hai ye badlaa hai k badlaaa hai...
har dil mai dard daba hota hai,bayan karne ka andaaz juda hota hai,kuch log ankhon se dard baha lete hain,Or kisi ki hansi mai hr ghum chupa hota hai...
Kis Ki Kya Majal Thi Jo Koi Hum Ko Kharid Sakta Faraz,..Hum Tu Khud Hi Bik Gaye Kharidar DekhKe..?
har dil mai dard daba hota hai,bayan karne ka andaaz juda hota hai,kuch log ankhon se dard baha lete hain,Or kisi ki hansi mai hr ghum chupa hota hai...
.@muzfar ali
yahan aakhri word "Ye" banta hai aap ne ی sey Shuro hone wala shair post karna hai
Bookmarks