daikhain ji.agar aap ko khud ye bojh ziaada lag raha hai.toh aap bhi ye bojh uthaa lain..thora wazan kam hoga mamin par..phir ham aisa karainge..ke mammin ji ko namak ka wazan uthaane ko kahainge.aur kahainge ke aap paani main bheeg jaaiye ga namak uthaane ke baad.aur aap ko roi ka halka wazan dainge..aur aap bhi paani main hi doobiye ga ..hai na pate ki baat
namak ke wazan ko aap rehne dain...aik toh doobne ko waise bhi yahan sirf chullu bhar paani hai..ab us main manoun namak le ke aap kaise doobain ge..pehle toh ye clear karain ke aap chullu bhar paani main doob marne ko taiyar hain bhi ke nahi...

wah..itni jaldi toh girrgitt bhi rang nahi badalta..jitni jaldi aap ne apna faisla badal liya hai ;hansi::
ho sake toh apne faisle pe kuch sochain..aisa na ho ke badnaam ho jaawain.

Bookmarks