@Amna Rani

Assalaam-O-Alikum !!

Kysi hyn aap ???
Ap ka real name ???
Interview dhondny mai zada pareshani to nhi hoi naa ???
Your education ???
Aaj kal kiya chal rha hy ???
UT kab join kiya ???
UT py kysy ana howa ???
UT kysa laga aap ko ???
UT ki most fav thing me ko chor k ???
UT k fav members ???
UT ka fav Mod ???
UT ka Fav section ???
UT mai kiya baat bori lagi ??? Caution !!! Soch samaj k jawab dyna Ban hony ka khatra zada hy
UT mai sab sy achi baat kiya lagi ???
UT mai Chat Room hona chahiay tha k nhi ???
Kiya aap UT ki Owner bana chati hyn ???
Aap ko agr UT ka Owner bana diya jay to aap koi changes lana pasand kryn gi yahan ???
Ek Subha aap UT kholti hyn or dakhti hyn k you ka naam RED mai hr cheez RED mai to aap ka react kiya hoga ???

App en Sawalaaat k jawabaat dijiay baqi bad mai .....