Quote Originally Posted by Mamin Mirza View Post
Hashmi paain sahab,
Mera kaam Mamin Hai,mirza ji nahi.
Had e Adab malhoz e khatir rakhain ge tou munasib hoga,
Warna u know me hashmi surmay Dani,bohat purani exp:exp:
Ye sawal namay Ki pehli qist hai,baqi jald hi aaingi,
Agar Baji bijli manhoos ne dramay bazi na Ki tou,
U also stay tuned....!
Aray wo ka na Mirza gi hum zara bahar mulk pharhnay ki try karnay gaey tu wahan say family name bolnay ki aadat parh gai, ab app PTI walay Hashmi sahab kay peechay parh gaey, meri taraf say pharay rahein ... wo qoum tarkeeb mein hai hee khass... aur gi tareef tu bohat suni hai hashmi surmay ki bhai asli ho ka nakli thand zaroor phoohchata hai.