Quote Originally Posted by CaLmInG MeLoDy View Post
Apko nahi lagta maan lena meri fitrat main hoga. Eo bhi tab. Jab khushiyaan aur ronaqain baantna ho . . Wo bhi apni hi laado ko... wese bhair isliye di thi. K oon le k unka mera swetter bunn dain 15 jan aa rahi hai na... aaaho

capricorns ki maan mani tou Allah bachain
na kisi k suntay hain,na mantay hain
apni si kar guzartay hain.........................aur aksar oqat pachtatay hain
bakron ko akhir takrain marnay say fursat kahan milti hai

sweater nahi betay tumharay liye tou jaal bunnon gi................bara sara