iss Handiya ka masala jahan se aata hai us ka b hamen pata hai,sirf aqalmand he nahi sath khmoshi ka keh diya hai, hikmat aor danaiiArre kahan jana hai hum ne. Yahin k yahi toh hain. Bas zara ji aplog yahan wahan hote hain. Hum handiya pakane lag jaate hain. Ab ye booojhna apka kaam hai k konsi handi pakaate hain. Wese b @intelligent086 bro ne farmaya toh hai k aqalmand k liye ishhara hi kafi hota hai. Ab soch k dhan se is baat pe ghour karain k apke khilaaf tamam ki tamam sazish kahan se ki ja rahi hai. Apko aqalmand bhi keh k behla dia. Aur ishara bol k hamain alirt bhi kar dia. Daal toh apko galani hi pare gi. Beshak halki aanch pe dheeme dheeme. Aur jitna pur tapaak welcome apka hua. Kisi ne mera welcome aise kia hota toh basss......
b ab in ki urdu ka kya karon
![]()
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks