Quote Originally Posted by CaLmInG MeLoDy View Post
Bro g. Hum ne bhi dr sahab ko keh dia hai k khud andaza laga lain k unke khilaf ye saazish koun kar raha hai. Ab dekhte hain dr sahab ko iahaaroun ki zuban samajh aati hai k nahi. Baki @Pari ne mere dil ka bojh halka kar dia. Mujge laga tha sab se ziada main hi zalim hoon. Magar pari ki purcwaqar shamooliyat se ye khof jata raha
Koi ishara kare ya na kare hamen to yaqeen hota hai koi na koi kaam par jaye ga aor wohi kuch hota hai , Pari ne kaun sa zulam kiya ? ye 2000 wala kaam inn ka kabhi nahi ho sakta mujhe pata hai ye drone kahan se aata hai