nazreen bukhar ho geya gala phula tha aur paoon souja tha is liye chai kay sath thora sad mahool chaling in interview
tera gham tere janay kay baad raha kuch bhool gaey
kuch yaad rah kuch yaad raha
nahi kuch nahi bholay sub yaad hai
jab Asma 1st aei thi , aur annual show per pari bani thi
FP bhi char bachoo mein 3rd aaya tha nursery mein apnay doost ko ghalt cheating kara kar apna theek kiya tha, aur os ko kaha gud yara 4th aaya char mein char Javed miandad char marta hai, next class mein lambi laatoon walay wasim ki tarhan six marna, wasim un dino Amitab say bhi milta tha, duno lambay... duno ki apni class of course duno ki field different or age bhi wasim bilkul chunno munno, aur ijaz shukar hai tableegh mein retire ho kar lag geya warna hum bachoon ko un kay batting stance say pata chala kay fahashi kiya hoti hai... ha ha sorry gud bastman overall
phir Asma waghara 1st class mein shift ho gaey...
aur ...
tere dard say dil aabad raha, kuch bhool gaey
Armaan bujhe hai sapne dhuaan hain
Mar mar ke hum toh zinda yahan hain
Bekhudi mein hum kho gaye
Phir judaa tujhse ho gaye
iss jaga toti thi casette achi tarhan yaad hai , recorder kay head mein phans gai thi, aur chotay chachu nay os waqt ki latest technology use kartay hoey churi say khol kar nail polish lagai thi, kitni advance thi hamari qoum tab, aur aaj hum deykho USB mein mp3 na chalay tu kuch kar hee nahi saktay
Bookmarks