kabhie woh mera hum~kadam,,hum~raaz huwa karta tha,,
uski wafa pe hame naaz huwa karta tha,,
waqt ne jaane kaise uuse badal dala,,
jo meri har gazal ka saaz huwa karta tha..