har khandan aur usk afrad ko apas main jornay wali aik kari koi na koi aik fard hota hai
woh fard darmiyan say nikal jaye tou rishton ki zanjeer aisay hi bikhar jati hai
Allah aapki maa ko apnay jawar e rehmat main bulan muqam ata farmain Ameen
Agha ji bohat zabardast
arsay baad aapki tehreer parhi,acha lga.................!!!
Bookmarks