younhi mausam ki aada dekh k yaad aaya hy...
kis qadar jald badal jaty hyin insaaan jana.
Roz miltey hain ussi sey jo muqaddar main nahi
ham muqaddar ko pareshan bohat kartey hain.
ik aagh Ghum-e-Tanhai Kei jou saray badan mein phail gai,
Jab jism hei sara jalta ho, phir daman-e-Dil Ko bachain kya
Jane wo laug chupke se kiu dil me utar jate hain,
jin se kismat ke sitare nahi milte.
Hamary Door Rehny Ka Sabab Ek Yeh B Hy Mohsin...
Sunna Ha Roz Milne Walon Ko Woh Yaad Nhi Karty
Aaj Tak hAi Dil kO Us Key Loat Aaney Kii Umeed
Aaj Tak Thehrii hOii hAi Zindagii Apni Jagah
Laakh Chaha hUm Ney tUjh kO bhOol Jaien MaGar
hOsley Apni Jagah hAin Be-Basii Apni Jagah..
نہ سوالِ وصل، نہ غرضِ غم، نہ حکایتیں نہ شکایتیں
ترے عہد میں دلِ زار کے سبھی اختیار چلے گئے
tujhay roz daikhon qareeb sy,meray shoq b hain ajeeb sy
mujhay mangna hai tujh hi ko bs,apnay RUB apny os habib sy.
آج تجھے کیوں چپ سی لگی ھے
کچھ تو بتا کیا بات ھوئی ھے
There are currently 2 users browsing this thread. (0 members and 2 guests)
Bookmarks