kitabon mein rakh k sula gya hum ko
ankh band ki or bhula gya hum ko

koi ajeeb musawar tha jo barshon k mosam mein
kachi dewaron pe banna gya hum ko....