یاد پھر آیا وہ گذرا ہوا ساون مجھ کو
پھر میری آنکھ نے رونے کا بہانہ چاہا
اس دفعہ تو بارشیں رکتی نہیں ہیں دوستوں
ہم نے کیا آنسو پیے کہ سارے موسم رو پڑے
tOo Intekhaab e Rang Mein MasrOof Aur Idher
kOii Teray jUnOon Mein Siyah Posh hO Gaya
Guzray Huay Taweel Zamanay Kay Baad Bhi
Dil Main Raha Woh Choor Kay Janay Kay Baad Bhi
Pehlu Main Reh Kay Dil Nay Dia Hai Bohat Faraib
Rakha Hai Us Ko Yaad Bhulanay Kay Baad Bhi
Jo kuch na ban saka to dabo dein gey safeena
Sahil ki Qasam ! Minnat-e-Toofaa'n na akrein gey
Yahi Nahin ke hamein Torr gaya hai Koi, 'Mohsin'
Osay bhi Khud ko buhat Baar Jorna ho ga
Rait par likh ke meraa naam miTaayaa na karo
aaNkhen sach bolatii hain pyaar chupaayaa na karo
Na koi gham khazan ka hai, na kuwahish hai baharoon ki
Humare sath hai Amjad kisi ki yaad ka mosam
Muhabbat main kare kya kuch kisi se ho nahin sakta
Mera marna bhi to meri khushi se ho nahin sakta
There are currently 2 users browsing this thread. (0 members and 2 guests)
Bookmarks