@Aliza ap ko itnai sarai awards kahan sai milai, mujhai bhi batawo
@Aliza ap ko itnai sarai awards kahan sai milai, mujhai bhi batawo
Aaj kal phir se
ye khalish dil main jagi hay
usse ruk lete hum usse ruk lete hum
Waqt e rukhst is ka hat tham lete hum
us k barte hue qadmo ko ruk lete hum
wo jo zid pe ar petha tha us ko thaam lete hum
us ko apni bahon main samet lete hum
hum se ruthh kar hay wira paresha sa mera dost
usse apni chat ka bharm de lete hum
usse ruk lete hum us ruk lete hum
aaj kal phir se
ye khalish dil main jagi hay
wo jo apna tha us ko ruk lete
jo kuch ban na parta tu
usse apni chahato ka aansoon ka wasta dete
usse apni mohabat k jaal main band lete hum
usse ruk lete hum usse ruk lete hum
aaj kal phir se
ye khalish dil main jagi hay
usse ruk lete hum usse ruk lete hum
Ubaid (03-28-2018)
Guzrai hoye taweel zamanai k baad bhi
Dil mai raha wo chod kar janai k baad bhi
Pehlo mai reh k dil nai diya hai boht fareeb
Rakha hai us ko yad, bhulanai k baad bhi
Jo to yahan nahi hai magar to yahin pai hai
Tera hi zikar hai terai janai k baad bhi
Lagta hai kuch kaha hi nahi hai usai mai nai
Dil ka tamam hal sunanai k baad bhi
Mery Dill ki tasalli ky liye faqat itna hi kafi hai
Hawa jo tum ko choti he main us main sans letii hoon
zara alfaz k nakhun tarasho
boht chubtay hain jab narzgi say bat karte ho
Hum tery shoq myn yun khud ko ganwa bethy hyn
Jesy bachhy kisi tehwaar myn gum ho jayn'
Khuda jany esy kya ho gaya hy
Bohat he bolti hy khamshi ab
Dil Ka Aalam Aik Darya Sa
Do Kinaaron Mein Dard Behta Hai
There are currently 3 users browsing this thread. (0 members and 3 guests)
Bookmarks