Hua jab gham say youn bey hiss to kya gham sar kay katnay ka
Na hota gar juda tan say to zaanu par dhara hota
Hum Usse Yaad Bohot Ayenge
Jab Usse Bhi Koi Thukraii Ga
ghar ka darvaza khula rakha hay
vaqt mil jaie to zahmat karna....
Andaz Apna Aaine Main Dekhte Hain Woh
Or Yeh Bhi Dekhte Hain Koi Dekhta Na Ho
gya waqt phir haath aata nhi
sada aish doran dikhata nhi
Nikalta Hai Jo Khushi Ki Intiha Per
Boht Roye Hain Nasir Us Ansoo Ki Khatir
Raaton Ko Uth Uth ker Jinke Lye Rote Hain
Woh Apne Shabista Main Araam Se Soote Hai
har jurm mairi zaat se mansoob hua hay
kia maire siwa shehar may masoom hain saare ..........
Raabte Aise Bhi Honge Kabhi Soocha Na Tha
Saamne Betha Tha Wo Mere Or Mera Na Tha
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks