Zindagi bhar khusiyon say ashna banatay rahay
Ak dard kay jhonkay nay sab kuch barbad kar diya
alfaaz o maani ma tffawut nhi lekin
mulla ki azzan or ha mujahid ki azzan or
raat bhar dard ki panah main thi
raat bhar dard pe panah raha
kash usey kabhi maaloom na ho
wo hamain jaan se bhi pyara hai....
na tha kuch to khuda tha,kuch hota to khuda hota
dboya mujh ko HONE ne,na hota main to kya hota
main jiski khatir mohabbton ki hr aik hadd se guzar gya hu
wo ab b mjh se yeh poochta ha,sch btao wafa kro ge?
ankhen bhi wohi hain daricha bhi wohi hai
or sach kay angan main utarta bhi wohi hai
jis ne mere jazbe ki sadaqat ko nahi jana
abb meri rafaqat ko tarasta bhi wohi hai
موت کی آخری ہچکی کو ذرا غور سے سُن غالب
زندگی بھر کا خلاصہ اسی آواز میں ہے
اُس کی محبت نے اتنا مظبوط کیا مجھ کو فراز
فقط اُس کی جُدائی کے سوا کوئی مجھے توڑ نہیں سکتا
There are currently 5 users browsing this thread. (0 members and 5 guests)
Bookmarks