یادیں جاگ جاتی ہیں بارشوں کے موسم میں
ہر گھڑی ستاتی ہیں بارشوں کے موسم میں
ذہن کے جھروکے میں جب کوئی صدا ابھرے
آنکھیں بھیگ جاتی ہیں بارشوں کے موسم میں
na tan mein khuun faraham na ashk ankhoun mein
namaaz-e-shauq to waajib hai be-wazuu hii sahii
Ye Aur Baat Ke Dushman Huwa Hai Aaj Magar
Mera Dost Thaa Kal Tak,Usey Buraa Na Kaho
Ussay apnay farda ki fikr thi, woh jo mera waqif-e-haal tha
Woh jo uss ki subh-e-urooj thi wohi mera waqt-e-zawal tha
Apni manzil pe pohanchna kisi muajaze se kam nahin,FARAZ
Raaste pathar kay hain aur hamsafar sheeshay ka
yehi nahi kay tujhay jeetnay kee khuwahish hay
may tere waastay khud ko bhi haar saktee hoon
neend raton kee ura dete hain hum sitaron ko dua dete hain
roz ache nahi lagte anson khaas maqon per maza dete hain
Ye mera weham sahi phir bhi youn na ho k kaheen...
mujhey na paa key wo khudh ko sazayen daita ho
ye tashngee-e-fann hai ki bechaargee-e-shauq
sau baar mitaa dee teree tasveer banaa ke
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks