Abb tera zikar bhi shayad hi ghazal main aaye
Aur se aur hoye dard ke unwaan janaan
Nazro'n main Apni Gunah Gaar Na Hota Kiun-kar ~
Dil he Dushman hay Mukhalif kay Gawahoo'n ke Tarah
Ae haasile khulus bata kya jawaab du ??
ye duniya puchti hai ke mein kyun udaas hun??
NikaaL de Faraz diL se khayal uska..
Yadein kisi ki tqdeerein badLa nahin kartein..!!!!
Yeh us ke Dard ko sehna yeh shair keh laina
Yeh us ke pyar ki bakhshish hain sub hunar meray
yahi qalam hai k jiske hunar say niklay hain
rah-e-hayaat k kham hon k zulf-e-yar k bal
Main Lout Ata Teri Simt Aik Lamhey Main
Terey Labon Ney Mera Naam Tu Liya Hota
Nahin mugh ko shakiat ab kisi se
Bas apny ap se rotha howa hon
Bazahir khush hon lakin aik sach btaton
main ander se bahot toota hua hon
Rah-e-hayaat Main Kuch Marhalay To Dekh Liye
Ye Aur Baat Teri Arzoo Na Raas Aai
Ye Saaneha Bhi Muhabbat Main Baar-ha Guzra
Kay Us Nay Haal Bhi Poochha To Aankh Bher Aai
There are currently 10 users browsing this thread. (0 members and 10 guests)
Bookmarks