وہ اپنی خُو نہ چھوڑیں گے ہم اپنی وضع کیوں بدلیں
سُبک سر بن کے کیا پوچھیں کہ ہم سے سرگراں کیوں ہو
وہ دوستوں سے تعلق بھی اتنا رکھتا ہے
اسے ہو کام کبھی جس قد ر وہ کر وا لے
مجھے حرام سے بچنے کی کر کے تلقینیں
مری کمائی سے اب خوش نہیں ہیں گھر والے
رات کو سپنے تمہارے ،دن کو یہ دنیا کے رنگ
فوقیت کیسے میں دوں ،دن کو اپنی رات پر
وہ جو تنہا کر گیا تو میں ہوں تنہا آج تک
اِنتہا میں نے بھی کر دی اک ذرا سی بات پر
ab meray lae roz dua kon karen ga
yeh faraz ada maa kay siwa kon karen ga?
chupkay say mujhy chor kar chal di,yeh na socha
ab mujhy pe dil_e_jaan faida kon karen ga?
qudrat ka anmol khazana
roshan jis se sara zamana
yarab maa ko sukh he sukh de
kabi na isko koi dukh de
Dastaan mere pyar ki bas,
Ek hasti k gird ghoomti hai,
Pyar jannat se is liye hai mujhe,
Kyon k ye meri MAA K Qadam choomti hai
"maa" hai ek naimat kada mere liye
"maa" hai sar tapa dua mere liye
aadmi bey rooh hai! Jaan ke bagair
zindagi beqar hai "maa" kay bagai
ek hasti hai jo jaan hai meri
jo aan se bhi barh ker maan hai meri
khuda hukam de to ker dn sajda usko
kyn k wo koi aur nahn maa hai meri
Pyari Maa Mujh Ko Teri Dua Chahiye
Tere Anchal Ki Thandi Hawa Chahiye
Muskura Ker Saweray Jagati Hai To
Mujh Ko Iss Ke Siwa Aur Kiya Chahiye.
There are currently 2 users browsing this thread. (0 members and 2 guests)
Bookmarks