Nazar se giraya us ne kuch is tarah *mohsin*
ke mae khud apnii nigahon mein mo-tabar na raha.
Khaber Nahi kis Taraf sy Tu Aye
Har ek Rah main Aankhain Bichaa Raha hon main
Q chupke se uter jate hain woh log dil main,
jin logo se qismat k sitare nahi milte ...???
Soocha nahi acha buraa, dekha sunaa kuch bhe nahi
Manga Khuda say raat din taray sewa kuch bhe nahi
Hum dohri aziat k girftaar musafir
Paaon bhi hain shal, shoq-e-safar bhi nahi jaata
Ye kiss maqaam pay soojhee tojhay bich'harnay kee ???????
Abi to jaa k kaheen din sawarnay waalay thay
Yaad to hoon gi woh batain tujhay aab bhi laikin
shelf main rakhi Hui bund kitabon ki tarah
Kon janay kah nay saal main to kiss KO parhay
tera mayar badalta hai nisabon ki tarah
Juda Hoay Hain Bohot Loog Aik Tum Bhi Sahi...
Aab Itni Baat Pay Kiya Zindagi Haram Karain..
Yeh uskaa Tarz-e-takHaatub bhi kHoob hai Mohsin
Rukaa rukaa saa Tabbasum kHafaa kHafaa si AaankheiN.
There are currently 10 users browsing this thread. (0 members and 10 guests)
Bookmarks