mere haal pe hairat kaisii dard ke tanhaa mausam mein
patthar bhii ro parrte hein insaan to phir insaan huaa
Mein Yaad Kar Rha Tha mUQadar Key HaDsay
Meri HathailiyOun Pey Lakeerien Simat Gaiyen
Yeh aur baat k izhaar na hosaka hum se
Nahin hai tum se muhabbat ye kon kehta hai
gar khafa ho mujh se tau koi bat karo.....
yun chup rehney se mohabbat ka gumaan hota hai.
مجھے تعمیر کرتا جا رہا ہے جزب و مستی میں
میں جب تعمیر ہو جاؤں گا پھر مسمار کر دے گا
Kabi ye dua k usay milain jahan ki khushian
Kabi ye khoof k wo khush mere beghair to nahi !!
Ek baar bhulana chaha tha sau baar woh humko yaad ayaa
Ek bhoolne wale ko humne sau baar bhula kar dekh liya
Is dil ki tamannayen kya hain ab tak to hume malum nahi
Sau baar hasa kar dekh liya sau baar rula kar dekh liya
Janoo ka zabata ghum ho gaya hai
mera sher-e- wafa ghum ho gaya hai
main jis per ajj tak mehwey safar thi
tera wo naksh -e- paa ghum ho gaya hai
Yun phir raha hay kanch ka paikar liey huwey
Ghafil ko yeh Ghumaan hay k Pathar na aaey
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks