Kitne aanso in ankhon ko dekar chala gaya
laut kar nahi aaunga ye kehkar chala gaya
Kashti b Nahi Badli'Darya b Nahi Badla
Or Doobnay Waloon ka Jazba B Nahi Badla
Hai Shouk e Safar Aisa'Ik Umer sy Yaro
Manzil B Nahi Payi'Rasta b nahi Badla
جن کو شمار کرتے رہے مدتوں سے ہم
وہ سارے لمحے وقت کی جیسے کہ بھول تھے
Us ki yaad main aanson ka samander bana liya.
tanhaiyon k des main apna ghar bana liya.
suna hai log pooja kerte hain pathron ki.
is liye apne dil ko pathar bana liya.
Rehta hAi Wo Nazar Mein Chahay Khien Bhe Jaye
AankhOn Mein Eik Chehra MarqOom Ho Chuka hAi
Yeh masoOmiat ka kOun sa AnDaz hai Faraz
Per kaat k kehnE LaGe ABh tum Azaad ho
"Farhat" chaand ke khauf se kar letaa huun band
kamare ke raushandaanoun ko shaam ke baad !!
Mere mizaj ka is main koi qasoor nahi
Tere salook ney lehja badal diya mera
Usy Kehna K Odaas Hai Tery Janay sy
Ho Sakay Lout Ana Kisi Bahany Sy
Tu Laakh Khafa sahi Hum Sy Magar
Dekh Koi Toot gaya hai Tery Routh janay sy
There are currently 3 users browsing this thread. (0 members and 3 guests)
Bookmarks