Aik pal ka ehsaas ban kar aatey ho tum
Dusrey he pal khab ban kar urh jatey ho tum
Jantey ho k lagta hae tanhayon sey dar
PHir bi bar bar mujhe tanhaa chor jatey ho tum
zindagi ki raahon mein aise mod bhi aate hain
saawan ke saath-saath yehan patjad bhi aate hain
aasuwon ke saagar mein moti bhi milthe hain
jo unhe doond lete hain, wahi zindagi jee lete hain!
nahie zindagi say koee gila k thaa khawab jaysa hi silsila
kabhi teergi ka asar howa, kabhi chandni say bhi daar gaye
Ab Aansuo Ko Aankho Mein Sajaana Hoga
Charaag Bhuj Gaye Khud Ko Jalaana Hoga
Na Samajhna Ke Tumse Bichhad Ke Khush Hai
Hame Logo Ki Khatir Muskurana Hoga
wo chehra jo aik arsay tka meray sath raha RAZ
AAJ USKI AIK JHALAK DEKHNAY KO YEH DIL TARAPTA HAIN
Majbooriyon ki baat chali hai tau maey kahan
Hum ne piya hai zehar bhi aksar khushi k sath
Karoon na yaad magar kis tarah bhulaon usey
Ghazal baha na karoon aur gungunaon usey
Magar woh zood faramosh zood ranj bhi hey
Keh rooth jaye agar kuch yaad dilaon usey
Jo hamsafar sar-e-manzil bichar raha hey Faraz
Ajab nahin hey agar yaad bhi na aaon usey
Wafa Ki Raah Mein,Main Aaj bhi Akaila Houn
Koi Nahi Hai MerE Saath,Uss Se Keh Dena
rahe ga sath tera payar zindagi baan kar
yeh or baat meri zindagi wafa na kare
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks