Maa jee
Mein ami sy jhagar kar ankhain moundyin apny bistar par laita tha….ky koi mery nazdeek aya….mer mathy par halky sy boosa’ diea…..or balon par shafqat sy hath phairty hoye wapis chal diea….mein ny ankhain khol kar daikha to woh meri ami thi…..badtameezi bhi mein ny ki or mnanain woh ayain….
Meri ankhon main anso agaye….or mein ny Allah sy pucha ky tum bhi mujh sy itni muhabat karty ho…..
Abhi mery sawal ki bazgasht khatm nahi hoi thi ky jawab aya….!!
Agr na karta hota to aisi
maa hi kiyun daita……