Quote Originally Posted by Mamin Mirza View Post
na,maine sirf aapki baat ka jawab diya hai
shaadi tou sunnat hai aur sunnat musibat nahi hoti
haan ye alag baat k insaan k apnay kartoot rehmat ko zehmat bana dain
hmmm maine

yaha shadi topic ju chal rha hy us musibat se bachne

k liye rah badlne ka kaha tah..

shadi tu sunnat hy 4 krna chayai mai tu.kahta hn..

or neyaat saaf huu tu rahmat e rahmat huti hy phir