Quote Originally Posted by Raja Khan Muhammad View Post
Yani shadi aik musibat hy ye kahna chati na app .
na,maine sirf aapki baat ka jawab diya hai
shaadi tou sunnat hai aur sunnat musibat nahi hoti
haan ye alag baat k insaan k apnay kartoot rehmat ko zehmat bana dain