keh lo,@CaLmInG MeLoDy gawah hai tum say barh kar hala gulla kiya kartay thy kabhi hum bhi
ab bhi mamla kuch yun hai k
qismat say lachar hoon aye zoq wagarna
har fun main hoon main taq mujhe kiya nahi ata............... ;;;;;;; adab arz hai
chot'tay hi tum ne mujhe bajoo keh dala,ab mujhe tameez k dairay main rehna paray ga,warna betay tumhay bhi lag pata jata k wasta kis say para hai
bahar haal,baat horahi hai Raja Pakistani ki dulhaniya ki
tou woh kehti hai k main itnay ajeeb o ajaib huliye walay k saath baithna nahi chahti k duniya ka koi akhri ajoba lagon
isliye pehlay huliya durust karao phir baat karna,hunh bolo ki karan.....................W(
Bookmarks