Quote Originally Posted by CaLmInG MeLoDy View Post
:00. @Ria mainoo aaainda tussi aapaa akhiyaa na..te sunn teri khari koi naitrbl:00 . haye kittna ainwayee sa word hai ye. koi channga sa..word leti :00
ab u ke topic ki baat karte hain.bhai maza aa gaya. amer ali k liye larki talaash karne ka thread yaad aa gaya jo main ne start kia tha. same waisa hi kuch ye bhi hai.par aap ne zara masaala ziaada add kia hai. larkiyaan toh itni haseen talash ki hain. ke agar
Raja Pakistani tuble light le kar bhi talaash karain toh aisi chamakdar larkiyaan na milain
vrf. bas kia karoon mujhe tum pe naaz hai meri dost ria. aaj agar tum naa hoteen toh is kaar-e-khair ki taraf kisi ka dhayaan hi nahi jaata...

waise ye larki bhi sath sath daikhti chalain. inhoun ne toh salam bhi bhaija hai

Raja Pakistani ko







Ahahahaha aacha aapa nai kehti "Aapoo" :D
Shukria shukria itne pa zeryai k liye....
H-G

Ohhh Haan mery zehn me bhi aik shabeeh lehra gai hai Ameer Ali k rishty wali, wasy tb shyd mera itna aana jana nai tha..:D

Oooo terriiiii Larki ny salam to bhejh dia, per aik confusion hai...

es larki ny @Raja Pakistani sy shadi krni hai ya goad lena hai???
;Sleeping:H-G