Quote Originally Posted by Mamin Mirza View Post
larki tum ne mujhe sustul wajood aur kahil keh diya in direct,hahaha @Ria
par aisa hai k agar mujhe distrub nahi karo gi tou larki final nahi hosakti,
bolay tou larki ka pata mujhe maloom hai,
aur woh bhi aisi k sahab bahadur sar k bal tayyar honge,
par masla ye hua hai k larki ne janab e wala say shaadi say inkar kar diya hai,
waja.......................................huliya mubarak,
ab kiya kiya jaye
W(
hal dhondho iss mushkil ka,tou koi iqdam uthaya ja sakta hai :*

Aryyyy nahi sust ul wajood aur kahil nahi... Adam by zaar...
Asal me mjhy lga aap kahe hamien dant na pila daien, halla gulla aur shoor sharaba krny py...

hhmmm ye masala to qabl e ghor hai....
f-g

huliya mubarook k liye aap larki ko smjhaiey, haan to kry, baqi hulyia wo khud e aa k pyar muhabbt sy chng krwa dy khud e...
vrf