suiside
karachi k barai mai itnai achai aur khobsorat malomat jis nai ham ko herat mai dal diya hai.
Karachi k barai mai mai nai bachpan sai suna tha k "karachi roshniyo ka shehr hai", Aur aj haqeqat sai ashna hoye k ye to esa roshniyo wala shehr hai jis mai roshni na darid.
Keranchi ka joghrafiyah jo k hamarai shareef-u-nafs Siyasi shurafa k khas mehrubani sai apna misal ap ban giya hai.
Ap nai ek chez miss kardi is joghrafiyai mai "Gujar Nala". Jo k boht hi tafreehi muqam hai, aur is nalai mai ek aur achi khobi k is mai mamta boht ziyada hai q jab bhi koyi bacha is k qareeb ata hai ye us ko apnai aghwash mai leta hai itna piyar karta hai k wo is dar-e-fani ko kher bad keh deta hai.
Bookmarks