is moamlay mein mota'aluq nahain hoon
phir bhi gozaresh kiay daita hoon.
waqt aur halaat eak se nahain rehtay. bikul ta'aluq khatam kar daina acha nahain hota.
baita kabhi jazbaat main aa kar faisla na karain is se behtari ka rasta band ho jata hai. sath chaltay rehna hi acha hota hai.
achay dinoon ko yaad rakhna chahiay.
maira to yah hi mashwara hai.
Bookmarks