Quote Originally Posted by CaLmInG MeLoDy View Post
Awwww. Bechara chane ka jhaar. Jhaar ki toh watt lag gai. Oopar se taimor ki sitam zareefi k chrekhain maar raha hi. Zulm jhaar pe. Aur cheekh taimoor raha hai. Kua ye khula tazaad nahi

Tou tum aisay kaam na liya karo na k insaan bawala ho kar mastany ghoray ki manind uchalta phiray
Tum bhi tou hadd hi karti ho bi dulari,becharay ka kachumar nikal diya kaam lay lay kar.
Wesay hatts off to him,mazaq bartaraf......kaam waqai mehnat talab aur lajawab kiya taimoor ne.