• Ek pal ghamoun ka dariya, eik pal khushi ka dariya
    Thamta nahi kabhi bhi yeh zindagi ka dariya

    Ankhain thi wo kisi ki yaa khuwab k jazeeray ?
    Aawaz thi kisi ki yaa raagni ka dariya ?

    Is dil ki wadiyoun main ab khaak ur rahi hai
    Behta nahi tha pehlay eik aashiqi ka dariya

    Kirnoun may hain yeh lehray ya lehrao may hain kirnain ?
    Dariya ki chandni hai yaa chandni ka dariya ?





Similar Threads: