issi liey mein full mushraqi kusun muk dhod type shoohar kay haq mein hoon, jab tak ye tha sub theek rahti thi, ' beti char kandhoon per doli mein wahan ja rahi hai, ab wahan say char kandhoon per akhri aram gah hee jana' ... ye wo sunarhi jumlay thay ju maeen beytiyoon ko rukhsaat karnay say pehlay puri mamtaa nichawar kartay hoey choti say pakar kar full 360 mundi ko pouwantarhiyaan daeytay hoey samjhati thein tu dulhan ko lag samaj jati thi, tabi tu surma bah bah kar mahkay say susraal tak naqsha bana hota tha.:love::

Bookmarks