ab toh aap ne hamain josh dila dia hai.meethe chawal bhi honge aur dhol ki taap par dr danish sb ko haar bhi pehnaye jayainge.. agar inhoun ne is week 3000 posts complete kar li toh.. aur toh aur..thread bhi main annouce karoongi.
aap aisa karain ke yad dila dijiey ga..agar is week ye 3000 posts complete kar lian..kion ke mujhe aik hi buri aadat hai.aur wo hai bhoolne ki
Dhool ki thaap , Meethe chawal , Haar , ye nishaniyan kisi aor taraf b ashara karti hain abhi in se bacha rehne dain ab mazeed +1000 abhi in posts ki mubarakbad ka thread to lag jane dain UmerAmer ka thread foran laga diya hai hamre liye waqt nahi

دیکھ لیں یہاں آپ کی شاندار کارکردگی کی تعریفیں ہو رہی ہیں ایک آپ ہیں کہ نئے تھریڈ کی رٹ لگائے بیٹھے ہیں،یہ نشانیاں پڑھ کے کے تو آپ کے دل میں خوشی کے لڈو پھوٹ رہے ہوں گے
Dhool ki thaap , Meethe chawal , Haar , ye nishaniyan kisi aor taraf b ashara karti hain abhi in se bacha rehne dain ab mazeed +1000 abhi in posts ki mubarakbad ka thread to lag jane dain UmerAmer ka thread foran laga diya hai hamre liye waqt nahi
Wai wai. Ye kia bat hui. Dhol ki thaap aur meethe chawal pe toh urss oorss bhi hote hain . Par abhi wo makaam nahi k yahan tak sochain. Hum toh chaahainge k maasooma abhi qiamat aane ka intizar hi karain. Warna bechari apnibjaan se jaayaingi .

Main itna bara baba nahi hua k mera uras aane wale Farishte aor ham
Bookmarks