faraiz se aagah karne ka shukariya, rahi baat khidmat e forum to haji camp main itna zyada kaam nahi ,i-) dua par aameen posts par zor to bohat laga rahe hain lekan saath main jawab post wale kami nahi rehne daite,
main is ko b khidmat e azeem he kahon ga is forum main bohat kuch perha jo ilmi lehaz se qabil qadar hai us ki tareef karne main koi harj nahi agar sath tanz o mazah b ho jaye to maza dogna ho jata hai ,
ye kuch baten to bohat sanjeed likh gai hain ye to "methi beizzti" ho rahi hai:-o
kabhi kabhi hamara b dil karta hai k is mahol se bahir nikal kar dekhen kuch shugal karen par aap

Mubarakbad ka shukariya ,,aor sath main jo kuch likha is awareness ka b shukariya,
mission 2000 possible hai successful results aye ga in sha allah

Bookmarks