hamein ab kho ke kehta hai mujhe tum yaad atay ho
kisi ka ho ke kehta hai mujhe tum yaad atay ho

samandar tha to zoroshor se laharen bahata tha

ab qatra ho ke kehta hai mujhe tum yaad atay ho

bayan karte jo haal dil to yun muskura dete

ab wohi ro ke kehta hai mujhe tum yaad atay ho

nah pooch is ki bad naseebi ka aalam

woh mujh ko kho ke kehta hai mujhe tum yaad atay ho


Similar Threads: