Bohat shukriya janab aap ne mje bata diya warna sari zindagi ma asi hi comments kar rahta
or ma koi designer nahi Galati ho gai k ma is forum pe aa gaya mje pata hota k aap jesa bohat bara designer yahan ha to ma kabhi nahi ata
khair Allah aap ko khush rakhe
Mazrat agar mera comment aap ko bura laga
Aj se ma yahan nahi ata
khush rahen
Bookmarks