ایک یہی تو فن سیکھا ہے ہم نے
جس سے ملیے اسے خفا کیجے
ہے تفاخر میری طبیعت کا
ہر ایک کو چراغ پا کیجے
میری عادت ہے روٹھ جانے کی
آپ مجہھے منا لیا کیجے
Ruby behtreen tehreer....
Belkul theak baat ki aap ny, asl me ab ye waqt nahi hy k kise maseeha ka intzar kia jay...
MOOSA ko KHIZAR k pas jana parta hy, KHIZAR MOOSA k pas nahi aia krty....
so ab PAKISTAN ki taqdeer hamry he hathon me hy, hamry hathon sy murad her aik indivudal hy chahy wo aap houn ya me ya koi tasera, fard e wahid ka farz hy ye k wo apny hissy ka kam krta jay...
aur aap ny bht khoobi sy es bat ko tehreer ki lari me pero dia...
khush rahiey aur apni soch sy jila bakh'shti rahien..
JAZAK ILLAH HO KHAIR
ایک یہی تو فن سیکھا ہے ہم نے
جس سے ملیے اسے خفا کیجے
ہے تفاخر میری طبیعت کا
ہر ایک کو چراغ پا کیجے
میری عادت ہے روٹھ جانے کی
آپ مجہھے منا لیا کیجے
Assalam o Alaikum.
I Don Agree Pakistan ka Matlab kia LA ILLAH HA ILLALLAHA.
pakistan ka Matlab Kia LA ILLAHA ILLALLAH HO MUHAMMAD DAR RASOOLULLAH.
Humari buniyad he galat rakhi gai or aaj tak vo he buniyad chalti aa rahe hai k hum ne ye Mulk ALLAH k naam pe Hasil to kar lia par Es Mulk mai aaj tak Islamic Shariyat nafizul Amal na Aa saki bal k Pak ki pori history mai ek baar bhi Islami party ki hakumat na ban saki jab k Ye mulk islam k liye baba tha Shariyat e Muhammadi es pe nafizul Amal hona thi par Jab naraa he adhura ho ga to phir Adhura nizaam he ho ga na.
aaj ALLAH k naam lewa to hain pak mai par MUHAMMAD Ki Seerat pe chalne wale shaz o nazar he nazar ate hain.
Maktab E Ishq ka Dastoor Nirala Dekha
Os Ko Chutti Na Mili Jis Ne ''Sabaq Yaad'' Kiya
Talaash E khudi
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks